Sei sulla pagina 1di 1

Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru

desi Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi Ladkhadane lagi mushkurane lagi Bewajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi Waqt bhi sarfira sa lage Bhaagta saa rahe har jage Waqt ko in dino sujhne hai lagi dillagi Ho, yaariyaan gadiyaan jab huyee Mastiyaan sastiyaan tab hui Aaj kal marziyon ki jagah se thhagi zindegi Sath hum jo chale Ban gaye kaafilein Aur koi hamen ab mile na mile Mauj hai roz hai.. Roke se bhi naa ye rukte kabhi silsile (Come on, come on) Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daaru desi Hai chadi hai chadi iss kadar Ghumti jhumti har dagar Befikar befikar saa lage zindegi ka safar Yaar ko yaar ki hai khabar Pyaar se pyaar si baat kar Yei Jahan hai jahan Hum rahein ab woh hi umra bhar Dhup ko thaam ke chal pade na thake Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke Befikar befikar subhaa suhaanee ho khali ho pal sham ke Chadi mujhe yaari teri aisi Jaise daaru desi Khatti meethi batein hain nashe si Jaise daru desi Ladkhadane lagi mushkurane lagi Bebajaah har jagaah aane jaane lagi Tu mujhe main tujhe Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi

Potrebbero piacerti anche