Sei sulla pagina 1di 6

Dai Halima

Hoor-o-malayak jhum uthe


Haq ne jaari farmaan kiya

Raygistan e Arab ko jisne


Rashke Baharistaan kiya

Jashn Manayo x 3 Kudrat ne


Har mushkil ko aasaan kiya

Arsh ne ye khush khabri bheji Arsh: Highest Heaven


Zameen ne ye elaan kiya

[Abdulla ke ghar se jahaan me


Noor bikharne waala hai] x 2

[Dai Halima goad mein teri


chaand utarne waala hai] x 4

Khush Hue jinn o basher (humans)


Sun ke ye nek khabar

bahre taazim o adab Tazim: ceremonial reception of a respected person


Jhuk gaye Shams-o-Kamar Shams: Sun |

Baam armaan ke saje baam: balcony


Rooh ke saaz baje
Chaand ne hanskar kaha
Mehre tazeem jhuka Meher: Harbinger of Sun
[Sun le maula yeh dua
Kar de rah uski panah] x 3

Uske Kadamon mein bichha] x 3

Jispe ufaq hai fida ] 3

Kehkashan bol uthi


Maula arman hai yahi
Uski mein rah banoo
Uski thokar mein rahoon

Mere upar wo chale ] x 3 |


|

Aaye din mere bhale ] x 3 | x 2

Zindagi phule phale


Uski na lain tale ] x 3

Phool ko uski talab


Shakh ko uska adab

sab talabgaar hue


Uske bemaar hue
Aam na ??? gode jari???? (5.10)
Apne jalwon se bhari
Ai halima tu machal
Naaz kar, jhum ke chal

Wo nabi pyaara nabi |


Muntazir jiske sabhi | Muntazir: Waiting for
Aane waala hai wohi x 3 | x 3

To jhuum ri duniya
Tera muqaddar aaj sawarne waala hai

Dai Halima waala hai. | 2

Aayega wo mehboob-e-khuda
Wo humdam daavar aayega | 2

Duniya jispar naaz karegi aisa payambar aayega | 3

E pyaasi maqloom ne ghabra


Tujtak saagar aayega
Leke maye-Kausar ka pyaala
Saki-e-kausar aayega

Leke maye-Kausar ka pyaala


Saki-e-kausar aayega [Kausar is a river in heaven: Gangaji?]
Kaandhe par kamali dale
Allah ka zevar aayega

Allah ka dilbar aayega | 4

Barah rabi ulawwal kadil (12 Rabi al awwal: date| 3rd month of calader)

Subah ke thande saaye

Aur shor hua aafaq mein


Har suroh mohammad aaye

Aaye ri aayemore bhag jagaye x 3


Jab hue paida mohd. Mustafa
God me lekar Halima ne kaha
Aaye ri aayemore bhag jagaye x 3

Har ek se halima kehti thi


is bacche ko allah rakkhe
Jis din se widaadat payi hai [widaad = friendship]
Jibril barabar aate hain [Jibril = Gabriel]

Aaye ri aayemore bhag jagaye x 3

Barah gunah se bojhal insan


Hashra ke din ki fikr na kar

Teri shaqait hogi yakeenan

Shah-fay-e- mehshar aayega

To aayega wo sahaja sabki


Jholi bharne waala hai

Dai Halima god me teri. | x 999

Potrebbero piacerti anche