Sei sulla pagina 1di 5

1.

Hurfe ghunna 2 hai


 Nun mushaddada
 Meem mushaddada
2. Hurfe mustaria 7 hai (kha swad dwhad
ghain twa qaf dzaw) .(ye huruf ko mota
karna hai)
3. Ra ke kaide
Ra ke upar agar fatha ya zamma ho ya
ra saqin usse use pehel wale letter pe
fatah ya zamma ho to use mota parha
jayega
Ra ke niche kasra ya ra sakin ho use
pehele wale˰ letter par kasra ho to ra ko
patla parha jayega

4. Allah ke lam ke kayide


Lam ke pehla wale letter par agar Fattah
ya zamma hoyega toh allah ke lam ko
mota parha jayega
Agar lam se pehele wale letter par kasra
ho to lam ko patla parha jayega
5. Alif ke kayide
Alif agar mote huruf ke sat ayega to mota
parha jayega or agar patle wale hurufe
istifal ke sat ayega to patla parha jayega
6. Nun sakeen aur tanween ki 4 kisme hai
 Ishaar – nun sakeen ya tanween ke bad
agar hurefe ishaar aye to nun Sakin ya
tanween ki awas ko ishaar karke parege
yani khulke parege
Hurufe ishaar 6 hai
Hamza ha , ain ha,gain kha
Idgham – nun sakeen ya tanween ke bad
agar hurufe idgham aye to nun sakeen ya
tanween ke awas ko milakar parte hai.
Idgha ke 2 kisme hai
 Idghame tam(idghme kamil) iske 2 huruf

‫ﺮ ﺎ‬
hai or

Idghame naikism- iske 4 huruf hai

‫ﻲﻡﻥﻮ‬
Iklab- nun sakeen ya tanween ke bad hurufe
iklab me se ba aye to nun sakeen ya

tanween ki awas ko ‫ ﻢ‬se badal ke padte hai


. harafe iqlab ek hai wo hai ‫ﺏ‬
Ikhfa – nun sakeen ya tanween ke agar
hurufe ikfa me se koi bhi hurufe ayega to nu
sakeen ya tanween ki awas ko nak me
chupakar parte hai. Hurufe ikhfa 15 hai

‫ﺕﺙﺟﺪﺫﺯﺱﺵ‬
‫ﺹﺽ ﻁﻅﻑﻙﻕ‬
7. Meem sakin ke teen kismet hai
 Ikhfa e shafawi- meem sakin ke bad
agar ‫ ﺏ‬aye to ikhfaye shakaweem hoga
Meem sakin ki awas ko nak me chupaye
ge
 Ishaar e shafawe meem sakin ke bad ‫ ﻢ‬or
‫ ﺏ‬ke alawa koi bhi hurufe aye too ishare
shafawe hoga
 Idhghame shafawe – ‫ ﻢ‬sakin ke bad agar
dusra ‫ﻢ‬aye to idghame shafaweem hoga

 Hurufe qalqala – hurufe qalqala 5 hai

‫ﻕﻙﺏﺝﺩ‬
qalqala ka matlab eco sound ( qalqala
us wakt hota hai jab ye
huruf sakin ho

Potrebbero piacerti anche