Sei sulla pagina 1di 2

Affidvit

Ye qasam nama family –A ( From girl side bride name : ____ _) aur family –B ( from boy side husband
name : Sadam hussain) ki daryman iss tarekh pe ________ kiya. Jis pe ye donun side is bat pe mutafiq
hain k jo bhe galtyan larke walun ne ki hain unka abhe larke walun se koi hissab kitab nhy liya jar aha hai
aur unko chance diya jar aha hai. Mgr agr future main phr ye galtyan duhrain gai ya iss qism ka koi bhe
aisa waqya pesh aaya tou Jo bhe legal action/penalty hoga wo unse liya jaiga . Aur wo sharait
(condition ) nech dye gai hain. Aur ye letter kabhe bhe court main pesh kiya jaiga aur qabil e qabool
hoga.

In sharait pe ye faisla kiya jar aha hai.

1. Shadi ki aijazat lete waqt ye baat tai huwe the k 3 mahene main ghar banwa k denge , jo k abhe
tak nhy bana hai.
2. Shadi k taqreban aik saal k baad jab larki pregnant huwe aur jab delivery ka time aaya tou wo
apne maike aaye . Jab delivery ka time aaya tou larke walun ko inform kiya gaya aur unse help
mange tou reponse aaya k humara koi kam nhy hai. Aur uske 2 year 6 month baad tak larke aur
uska bacha (son ) ka har qism ka khayal maike walun ne rakha . jese khana pena, medicine bache
aur uske mother ka. Aur iss darmyan larke walun ne aik rupya tak nhy diya.
3. Iss 2 year 6 month k darmyan larke ne doosre shadi karli, jiske ijazat na pehle wife se le na maike
walun se. (aur na union council (arbitrary council) walun se jo Pakistan k qanoon main hai).

Oper dye gain sharait k bunyad pe ye faisla kiya ja raha hai. Agr koi bhe na pasanded behavior huwa ya
aisa waqya pesh aaya tou legal action liya jaiga aur oper dye gai sharait ka hissab dena hoga. Aur ye
letter court main qabil e qabol tasleem kiya jaiga.

Data:_______________

Husban : signature and thumb

________________________

Witnesses:

Name NIC Signature

1. _____________ _____________ _______________


2. _____________ _____________ _______________
3. _____________ _____________ _______________

Potrebbero piacerti anche