Sei sulla pagina 1di 1

Chap 13 me layers k naam.

Central retinal artery, retinal vein occlusion k scenarios, fundus exam, treatment. Treatment me detail nahe krne.
Pg 308 pe cherry red spot ke d/d.

Hypertensive retinopathy me KWB classification. Bake classification important nahe.

Diabetic retinopathy me eva kohner aur ETDRS classification. Detail nahe krne. Bss pta ho k kon c class me kon se signs
hotay hain. Diabetic retinopathy ke treatment. Agr koi khas class puche hai to uc ke treatment likho. Agr general diabetic
ke puche hai to pg 321 wala table. Indications nahe krne.

ARMD k symtoms signs for mcqs.

Retinitis pigmentosa ka scenario, ic me fundus exam, visual field defect kon sa hota hai aur treatment.
Pg 324 pe night blindness ke d/d.

Retinoblastoma ka scenario, pathology aur treatment.


Simple aur secondary retinal detachment ka difference. Steps to seal rhegmatogenous retinal detachment k steps from
jatoi.

Bake chap chor do.

Chap 14:
Papilledema ka scenario, diagnose krna ana chaye. Visual field defects aur treatment.

Pg 347, 349 walay yellow boxes bht important hain.


Papillitis aur retrobulbar neuritis k scenario, visual field defects aur treatment.
Retrolbulbar me sudden painful loss of vision hai. Agr scenario me saray signs retrobulbar k hon lekin loss of vision
sudden painless ho to dignosis me optic neurtis likho.
Bake chap nahe important.

Chap 15:
Foreign body ke treatment.
Alkali aur acid burn me difference.
Pg 367 ka yellow box.
Bake sb chor do.

Chap 16:
Muscles k naam, action, nerve supply.
Pg 379 pe conjugate movements ke figure.
Latent squint ka scenario aye ga. Sath me uc k lye test k names. Treatment.

Concomitant squint ka scenario, examination me sirf names of tests, aur treatment me bhi sirf heading.
Sugery me resection and recession likhna hai. Aur pta ho k kon da muscle resect krna hai aur kon sa recess.
Paralytic squint me signs, tests k names, aur treatment.
Aur diagnose krna ana chaye k kc nerve ke palsy hai.
Aur pta ho k kc nerve ke palsy se eyeball kahan jate hai.

Concomitant squint me normal eye occlude krne hai. Paralytic me affected eye.
Nystagmus chor do.

Chap 17:
Blephritis k sequelae aur treamtment.

Scenario aye ga. Diagnose krna hai k stye hai ya chlazion. Phr uc ke treamtment.
Trichiasis ke defintion aur treatment.

Entropion aur ectropion ke etiology aur treatment. Treatment me sirf names. No detail.
Symblephron, ankyloblephron, blephrophimosis, ke defintion.

Ptosis ke etiology, levator muscle func test, treatment. Surgical procedures k names jatoi se krne hain.
Bake chor do.

Chap 18:
Congenital, acute, chronic dacryocystitis k scenario, investigstion aur treatment k names sirf.
Bake chor do.

Chap 19:
Orbital cellulitis ke causes, complications aur treatment.

Proptosis ke causes.
Endocrine exothalmos k signs aur treamtment.

Chap 20, 21, 22 nahe krnay.

Bake aik swal ata hai bl


ow out fracture ka wo key to uhs se krna hai.

Past papers lazmi kro

Do remember me in prayers

Potrebbero piacerti anche