Sei sulla pagina 1di 2

Lakwa ka ilaj, Desi Gharelu Nukhse aur Paralysis Upay in

Hindi
ilajupay.com /lakwa-ka-ilaj-desi-nukhse-upay-hindi/
Lakwa ka ilaj karne se pahle jaante hai lakwa hota kya hai. Is Avastha (condition) me mareej ke Shareer (Body) ke
Ang kaam karna band kar dete hai. Maanspeshiya kam karna band kar deti aur Jyadatar log is bimari me kisi ka
choona tak mehsoos nahi kar pate. Hum aapko is post me Lakwe ka ilaj, hone ki vajah aur uske upchar Upay
Hindi me Batayenge. Lakwe ko Paralysis / Falish bhi kahte hai.

Iss rog me body ke sab part bhi kaam karne band kar sakte hai ya r half body. Yeh bimari kisi bh umar (age) me ho
sakti hai par jyada umar ke logo me ye rog jyada hone ke sambhawna hai. Iss rog ko itna khatarnak isliye kaha jata
hai kyonki mareej ko isme kisi aur ke sahare rahna padta hai.

Lakwa Kaise Hota hai uske Karan (Causes)


Stroke (Daura): Lakwa hone ke kai karan ho sakte hai. Jisme Paralysis Attack (Stroke) aam vajah hai iske hone
ki. Is Haalat me sharee aadha bhi kharab ho sakta hai ya poora bhi yaa r koi ek Ang. Lakwe ka asar chehare
(Face) par bhi pad sakta hai. Agar kisi ke sath aisa hota hai to niche diye gaye Lakwa ka ilaj Upay jarur kare.

Dekhe: Tuti Haddi jodne ke tarike Upay


, ,

Reedh ki Haddi (Spinal Cord Injury) bhi ek karan hai lakwa hone ka. Isme Paralysis 2 tarah se hota hai. Pahla jab
Reedh ki haddi gardan se toot ti (Fracture) hai. Iss avastha me Mareej ka gardan ke niche ka hissa kaam karna
band kar deta hai, isko Quadriplegic kahte hai. Is injury me rogi ke Haath aur pair dono kaam karna band kar dete
hai. Dosre me injury gardan ke niche kamar ki jagah se reedh me fracture hota hai iss ko Paraplegic kahte hai.
Isme asar dono pairo pe hota hota hai, jisme sensation bhi chali jaati hai aur naa he unko hila pata hai. Yaha tak ki
jis kisi ko yeh injury hoti hai wo mal- mutar karne me bhi saksham nahi rahta. Spinal cord injury se hue Lakwa ka
ilaj bhot mushkil hai, jyadatar rogi puri life thik nahi ho paate.

Haddiyon ke dard ka ilaj


Ghutno ka dard ka ilaj aur Upay in Hindi

Traumatic brain injury, Multiple Sclerosis, Spinal cord Surgery/operation, cerebral palsy ye sab aur karan hai lakwa
maar jaana ke. Kuch logo ko sleep disk problem hone se tez ashahniye dard hota hai. Aur doctor unko surgery
Karane ki salah dete hai. Kai baar iss operation ke baad bhi Lakwa maar jata hai. Isliye jin bhi logo ko ye samashya
hai wo jitna ho sake bina surgery ke thik karne ki kaushish kare.

1/2

Lakwa ke Lakshan ( Paralysis Symtoms)


Lakwe (Faalish) ke lakshan aasani se samjhe jaa sakte hai. Sabse pahla aur parmukh haath pair ya shareer ka koi
hissa kaam karna chhod deta hai. Jubaan ladkhadane lagti hai, Tutlaana haklana ya bolne me aur koi samshaya
aana. Maanspeshiya apne kaabu me nahi rahti. Body ka akad jana aur kamjori aana bhi kuch aur lakwe ke lakshan
hai.

Lakwa ka ilaj Upay (Falish) aur Desi Nukhse Hindi me


lakwe ke rogi ko bhaap Snaan lena chahiye aur uske baad dhoop ki shikayi se Lakwa ka ilaj hota h.
Nimbu, Nariyal, Aawla aur Sabjiyo ka ras banakar usko shahad ke sath peena chahiye.
Apne shareer ke ango ko hilane dulaane ki kaushish karte rahna chahiye.
Saunth aur Udad Daal ko paani me ubal lo aur uska paani piyo. yeh Lakwe ko thik karne me acha kaam karta
hai.
Shareer (Body) ka wo Ang jispe Falish mara hai uspe khajoor ka guda male jarur laabh milega.
Maalish se Lakwe ka ilaj bhi kiya ja sakta hai. kalaunjee ke tel me kaali mirch mila le. Aur usse mareej ko
dhoop me le jaake maalish karne se jarur laabh hoga.
Physiotherapy ka Lakwe ka ilaj me aham role hai usko niymit roop se kare, wo kabhi na chhode.
Thandi chijo se parhej kare, garam chijo ka sevan kare jo khoon ke sanchar me labhdayak hai.
Khajur ek ache dawa ka kaam karta hai Lakwa ka ilaj me, Dudh me bigo kar khaye.

2/2

Potrebbero piacerti anche