Sei sulla pagina 1di 4

4 Lines Shayari By Kumar Vishwas

Famous Shayari By Kumar Vishwas Baat uunchi


thi magar baat jara kaam aanki
Baat uunchi thi magar baat jara kaam aanki
Usne jajbaat ki aukaat jara kam aanki
Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha
Mai insaan hoon, meri jaat jara kam aanki

Dr. Kumar Vishwas Shayari Jee nahi sakta to jeene


ki tamanna chod de
Jee nahi sakta to jeene ki tamanna chod de
Behte behte jo thehar jaaye vo dariya chod de
Phool tha mai mujhko ek kaanta bana ke rakh diya
Aur ab kaante se kehte ho ki chubhna chod de

Famous Shayari By Kumar Vishwas Ek do din me


wo ikraar kaha aayega
Ek do din me wo ikraar kaha aayega
Har subah ek hi akhbaar kaha aayega
Aaj bandha hai jo inn baaton me to bahal jayenge
Roj inn baahon ka tyohaar kaha aayega

Dr. Kumar Vishwas Shayari Koi deewana kehta hai


koi pagal samjhta hai
Koi deewana kehta hai koi pagal samjhta hai
magar dharti ki bechaini ko bas badal samjhta hain
Main tujhse dur kaisa hu, tu mujhse dur kaisi hai
Yeh tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta hai

Famous Shayari By Kumar Vishwas Jism ka


aakhiri mehmaan bana baitha hoon
Jism ka aakhiri mehmaan bana baitha hoon
Ek ummid ka unvaan bana baitha hoon
Wo kahan hai ye hawaon ko bhi maloom hai magar
Ek bas mai hoon jo anjaan bana baitha hoon
Updated: January 12, 2015 5:00 pm

Dr. Kumar Vishwas Shayari Ke mohobbat ek


ehsaason ki paawan si kahaani hai

Ke mohobbat ek ehsaason ki paawan si kahaani hai


kabhi kabira deewana tha kabhi meera diwaani hai
Yahaan sab log kehte hain meri aakho mein aasu hain
Jo tu samjhe toh moti hain jo na samjhe toh paani hain

Famous Shayari By Kumar Vishwas Kitni duniya


hai mujhe zindagi dene wali
Kitni duniya hai mujhe zindagi dene wali
Aur ek khwab hai tera ki jo mar jata hai
Khud ko tarteeb se jodun to kaha se jodun
Meri mitti me jo tu hai ki bikhar jata hai

Dr. Kumar Vishwas Shayari Samandar peer ke


andar hain lekin ro nahi sakta
Samandar peer ke andar hain lekin ro nahi sakta
Yeh aansu pyaar ke moti hain isko kho nahi sakta
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta

Famous Shayari By Kumar Vishwas Na pane ki


khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai
Na pane ki khushi hai kuch, na khone ka hi kuch gam hai,
ye daulat aur shohrat sirf kuch jakhmo ka marham hai,
ajab si kasmkash hai roj jeene me, roj marne me,
mukkamal zindagi to hai magar poori se kuch kam hai.

Dr. Kumar Vishwas Shayari Mai jab bhi tez chalta


hu, nazare chhoot jaate hain
Mai jab bhi tez chalta hu, nazare chhoot jaate hain
Koi jo roop dharta hu, to saanche toot jaate hain
Mai rota hu to aakar log kandha thap-thapate hain
Main hasta hu to musjhse log aksar rooth jaate hain

Famous Shayari By Kumar Vishwas Girebaan


chaak karna kya hai seena aur muskil hai
Girebaan chaak karna kya hai seena aur muskil hai,
Harek pal mushkurakar ask peena aur mushkil hai,
Humari badnishibi ne humein bas itna sikhaya hai,
kisi ke ishq me marne se jeena aur mushkil hai.

Dr. Kumar Vishwas Shayari Mera apna tajurba hai,


tumhe batla raha hu mai
Mera apna tajurba hai, tumhe batla raha hu mai
Koi lab chhu gaya tha tab, ke ab tak gaa raha hu mai
Bichad kar tumse ab kaise jiya jaye bina tadpe
Jo mai khud hi nahi samjha wahi samjha raha hu mai

Dr. Kumar Vishwas Shayari Kisi pathar me moorat


hai, koi pathar ki moorat hai
Kisi pathar me moorat hai, koi pathar ki moorat hai,
Lo hum ne dekh li duniya, jo itni khubsurat hain,
Zamana apni samjhe par mujhe apni khabar ye hai,
Tujhe meri zarurat hai or mujhe teri zarurat hain.

Famous Shayari By Kumar Vishwas koi manzil


nahi jachati safar accha nai lagta
koi manzil nahi jachati safar accha nai lagta
agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta
karu kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta hai
mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta

Dr. Kumar Vishwas Shayari Bahut Bikhra Bahut


Toota, Thapede Seh Nahi Paaya
Bahut Bikhra Bahut Toota, Thapede Seh Nahi Paaya
Hawaaon Ke Ishaaron Par, Magar Main Beh Nahi Paaya
Adhoora AnSuna Hi Reh Gaya Yoon Pyaar Ka Kissa
Kabhi Tum Sun Nahi Paaye, Kabhi Main Keh Nahin Paaya

Famous Shayari By Kumar Vishwas koi kab tak


mahaj soche, koi kab tak mahaj gaaye
koi kab tak mahaj soche, koi kab tak mahaj gaaye
ilahi kya ye mumkin hai k kuch aisa bhi ho jaye.
mera mehtaab uski raat ke aagosh me pighale.
me uski neend me jaagu wo mujhme ghul ke so jaye.

Famous Shayari By Kumar Vishwas Main Uska


Hun, Wo Is Ehsaas Se inkaar Karta Hai
Main Uska Hun, Wo Is Ehsaas Se inkaar Karta Hai
Bhari Mehfil Mein Bhi Ruswaa Har Baar Karta Hai
Yakin Hai Saari Duniya Ko Khafa Hai Humse Woh Lekin
Mujhe Maaloom Hai Phir Bhi Mujhi Se Pyaar Karta Hai

Famous Shayari By Kumar Vishwas Saji Hai


Khushnuma Mehfil Sabhi Dildaar Bethe Hain
Saji Hai Khushnuma Mehfil Sabhi Dildaar Bethe Hain
Jidhar Dekho Udhar Hi Ishq Ke Bimar Bethe Hain
Hanseeno Ki Adaaon Pe Sabhi Dil Haar Bethe Hain
Hazaron Mar-Mite Aur Sainkron Tayyaar Bethe Hain

Famous Shayari By Kumar Vishwas Mere jeene me


marne me tumhara naam aaye
Mere jeene me marne me tumhara naam aaye
game saanse rok lu fir bhi yahi ilzaam aayega
har ek dhadkan me jab tum ho to fir apraadh kya mera
agar radha pukaregi to fir ghanshyam aayega

Dr. Kumar Vishwas Shayari Samandar peer ke andar hain lekin ro


nahi sakta
Samandar peer ke andar hain lekin ro nahi sakta
Yeh aansu pyaar ke moti hain isko kho nahi sakta
Meri chahat ko dulhan tu bana lena magar sun le
Jo mera ho nahi paaya woh tera ho nahi sakta

Dr. Kumar Vishwas Shayari Mera apna tajurba hai, tumhe batla
raha hu mai
Mera apna tajurba hai, tumhe batla raha hu mai
Koi lab chhu gaya tha tab, ke ab tak gaa raha hu mai
Bichad kar tumse ab kaise jiya jaye bina tadpe
Jo mai khud hi nahi samjha wahi samjha raha hu mai

Potrebbero piacerti anche