Sei sulla pagina 1di 8

Build your own FREE website at Tripod.

com Share: Facebook | Twitter | Digg | reddit

Mirza Ghalib
Ibteda
haiN aur bhee duniya meiN suKHanwar bohot achche kehte haiN ki 'GHalib' ka hai andaaz-e-bayaaN aur

Balli maarhah ke mahalle ki wo pechida daleeloN ki see wo galiYan saamne Taal ke nuKkad pe baTeroN ke posheede guD-guDaati hui paaN pi peekoN meiN wo daad wo waH-waH chand darwaaze par laTke huye boshida se kuch TaaT ke parde ek baKri ke mamiyaane ki awaaZ aur dhoondhlaayi huyi shaam ke be-noor andhere aise deewaroN se mooH joD kar chalte haiN yahaN chuDi-waala unke katri ke badi bee jaise apNi boojHti hui aaNkhoN se darwaaze TaTole aisee be-noor andheri see gali qaasim se ek quran-e-sukhan ka safa khulta hai asad allah Khan 'GHalib' ka patha milta hai.

1.

har ek baat pe kehte ho tum ke

'too kya hai' ? ?

tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai ragoN meiN dauDte firne ke ham naheeN qaayal

jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ? chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ?

jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ?

rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee

to kis ummeed pe

kahiye ke aarzoo

kya hai ?

2. aah ko chaahiye ik 'umr asar hone tak kaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak ? aashiqee sabr talab aur tamanna betaab

dil ka kya rang karooN KHoon-e-jigar hone tak ? ham ne maana ke taGHaful na karoge, lekin

KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak GHam-e-hastee ka 'Asad' kis'se ho juz marg ilaaz shamma'a har rang meiN jaltee hai sahar hone tak

3.

ishq mujhko

naheeN, wehshat hee sahee

meree wehshat, teree shohrat hee sahee ham bhee dushman to naheeN haiN apne GHair ko tujh se mohabbat ham koee tarq-e-wafa hee sahee

karte haiN

na sahee ishq, museebat hee sahee

4.

qaasid ke aate aate khat ik aur likh rakhooN main jaanta hooN jo wo liKhenge jawaab meiN kab se hooN kya bataaooN jahaan mein kharaab meiN jab haaye hizr ko bhi rakhoo gar hisaab meiN

muJh tak kab unki bazm meiN aata thaa dauR-e-jaam saaqi neiN kuch mila na diya ho sharaab meiN taaqir na intezaar meiN neeNd aaye umr bhar aaNe ka 'ehed kar gaYe aaYe jo khwaaB meiN 'GHalib' chuTi sharaab par ab bhi kabHi kabHi peeta hooN roj-e-abro shab-e-maahtaab meiN

5.

hazaaroN KHwahishaiN 'eisee ke har KHwahish pe dam nikle bohot nikle mere armaaN lekin fir bhee kam nikle

nikalna KHuld se aadam ka sunte aayaiN haiN lekin bohot be_aabru hokar tere kooche se ham nikle marne kaa

mohabbat meiN naheeN

hai farq jeene aur

usee ko dekh kar jeete haiN jis kaafir pe dam nikle KHuda ke waaste parda na kaabe se uThaa zaalim

kaheeN 'eisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikle kahaaN maiKHaane ka darwaaza 'GHalib' aur kahaaN waaiz par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke ham nikle

6.

dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ? royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ?

dair naheeN, haram naheeN,

dar naheeN, aastaaN naheeN

baiTHe haiN rehguzar pe ham, GHair hameiN uTHaaye kyoN ?

haaN

wo

naheeN

KHuda_parast,

jaao

wo be_wafa sahee

jisko ho deen-o-dil 'azeez, uskee galee meiN jaaye kyoN ? 'GHalib'-e-KHasta ke baGHair kaun se kaam band haiN ? roiye zaar-zaar kya, keejiye haay-haay kyoN ?

7.

woh

firaaq aur

woh wisaal

kahaaN ?

woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaaN ? thee woh ik shaKHs ke tasavvur se ab woh 'eisa raanaai-e-KHayaal aasaaN naheeN kahaaN ? rona

lahoo

dil meiN taaqat jigar meiN haal kahaaN ? fikr-e-duniyaaN meiN sar khapaata hooN maiN kahaaN aur ye wabaal kahaaN ?

8.

tere ke

waade par jiye ham KHushee se

to ye jaan jhooT jaanaa agar 'eitabaar hota

mar na jaate

ye na thee hamaaree qismat ke wisaal-e-yaar hota agar aur jeete rehte yahee intezaar hota

ye kahaaN ki dostee hai ke bane haiN dost naaseh koee chaarasaaz hota, koee GHamgusaar hota

kahooN kis se maiN ke kya hai, shab-e-GHam buree bala hai mujhe kya bura tha marna ? agar ek baar hota

9.

baazeechaa-e-atfaal hai duniya mere aage hota hai shab-o-roz hota hai nihaaN gard tamaasha mere aage

meiN sehara mere hote

ghisata hai jabeeN KHaak pe dariya mere aage mat pooch ke kya haal hai mera tere peeche ? too dekh ke kya rang tera mere aage kufr aage

imaaN mujhe roke hai jo khiNche hai mujhe ka'aba mere peeche hai kaleesa mere

go haath ko jumbish naheeN aaNhoN meiN to dam hai rehne do abhee saaGHar-o-meena mere aage

10.

kisee

ko

de ke dil

koee

nawaa_sanj-e-fuGHaaN

kyoN

ho ?

na ho jab dil hee seene meiN to fir muNh meiN zubaaN kyoN ho ? wafa kaisee ? kahaaN ka ishq ? jab sar phoDna THehra to fir 'ei sang_dil tera hee sang-e-aastaaN kyoN yahee hai aazmaana to sataana kis ko kehte haiN ? ho ?

`adoo ke ho liye jab tum to mera imtihaaN kyoN ho ? qafas meiN mujh se roodaad-e-chaman kehte na Dar hamdam giree hai jis pe kal bijlee woh mera aashiyaaN kyoN ho ?

11.

ye na thee hamaaree qismat ke wisaal-e-yaar hota agar aur jeete rehte yahee intezaar hota

koee mere

dil se pooche tere teer-e-neemkash ko

ye KHalish kahaaN se hotee jo jigar ke paar hota

kahooN kis se maiN ke kya hai, shab-e-GHam buree bala hai mujhe kya bura tha marna ? agar ek baar hota

12.

koee din

gar

zindagaanee

aur hai

apne jee meiN hamne THaanee aur hai baarha dekhee haiN unkee ranjishaiN

par kuchch ab ke sar_giraanee aur hai deke KHat muNh dekhta hai naamabar

kuchch to paiGHaam-e-zabaanee aur hai ho chukeeN 'GHalib' balaayeN sab tamaam ek marg-e-naagahaanee aur hai

13.

dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ? royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye ek haiN kyoN ?

qaid-e-hayaat-o-band-e-GHam maut se pehle aadmee

asl meiN dono se

GHam

nijaat paaye kyoN ?

'GHalib'-e-KHasta ke baGHair kaun se kaam band haiN ? roiye zaar-zaar kya, keejiye haay-haay kyoN ?

14.

zulmat_kade meiN mere

shab-e-GHam ka josh hai

ik shamma'a hai daleel-e-sahar, so KHamosh hai daaGH-e-firaaq-e-sohabat-e-shab kee jalee hooee

ik shamma`a reh gaee hai so wo bhee KHamosh hai aate haiN GHaib se ye mazaameeN KHayaal meiN 'GHalib', sareer-e-KHaama nawa-e-sarosh hai

15.

dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ? aaKHir is dard kee dawa kya hai

hamko unse wafa ki hai ummeed jo naheeN jaante wafa kya hai dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ? aaKHir is dard kee dawa kya hai

ham haiN mushtaaq aur woh bezaar ya ilaahee ! yeh maajra kya jab ki tujh bin naheeN hai ?

koee maujood

fir ye hangaama, 'ei KHuda ! kya hai jaan tum par nisaar karta hooN

maiN naheeN jaanata duaa kya hai

16.

unke dekhe se jo aa jaathi hai moonH par raunaq wo samajhteN haiN ke beemaar ka haal achcha hai dekhiye paate haiN pushaaq butoN se kya faiZ ik barhaman ne kaha hai ke ye saal achcha hai humko maaloom hai jannat ki haqeeqat lekin dil ko khusH rakHne ko 'GHalib' ye khayaal achcha hai

17.

sab kahan-kuch lala-o-gul mein numaayaN ho gayee KHaaK mein kya surateN hongi ke piNhaN ho gayee ranZ se khu-garZ hua insaaN to mit jaata hai ranZ musHkilyeN muJh par padi itnee ke aasaaN ho gayee yuN hi gar rota raha 'GHalib' to e-ehle jahaaN deKHna in bastiyoN ko tum ke weeraaN ho gayee

18.

na tha kuchch to KHuda tha, kuchch na hota to KHuda hota duboya mujhko hone ne, na hota maiN to kya hota ?

huaa jab GHam se yooN behis to GHam kya sar ke kaTne ka na hota gar juda tan se to zaanooN par dhaRa hota

huee muddat ke

'GHalib' mar gaya par yaad aata hai to kya hota ?

wo har ek baat pe kehana, ke yooN hota

Lyrics : Mirza Ghalib Music : Jagjeet Singh Chitra Singh Vinod Sehgal Gulzar Voices : Jagjeet Singh

This page has been accessed

times since 6th january 1997.

Potrebbero piacerti anche