Sei sulla pagina 1di 4

1.

Intro: kisi bhi ke dincharya lie use bahut saare sajo saman ki awasakta padti hai.
Is saman ki suraksha ki jimmedari unit ke hare ek individual ki hai . lekin kisi bhi hadse
ya prakritik aapda ke sambhawna ko nakara nahi ja skata. Aisa hi ek hadsa hai AAG.
Agar kahi bhi aag lag jaiti hai aur uspe samay se kabu Nahi paya jata to wo bhari tabhai
macha sakti hai . jise jaan aur maal dono ko gambhir hani pahuch sakti hai. Isiliye ye
bahut hi jaroori hai ki hume aag ke bare me jaankari ho aur use ladne ka tarika pata ho.
2.

Isi baat ko Madhya nazar rakhte hue aaj ke lec demo ka sabak hai

AAG KE BAARE ME JAANKARI DENA AUR USSE LADNE KA TARIKA SIKHANA HAI

Sabak ek baar phir


AAG KE BAARE ME JAANKARI DENA AUR USSE LADNE KA TARIKA SIKHANA HAI

Yeh lec aur demo TEEN (3) bhago me bata gaya hai
3.

Phela bhag

LECTURE

4.

Doosra bhag: DEMONSTRATION OF FIRE FIGHTING BY USE OF MINOR FFE

5.

Teesra bhag : DEMONSTRATION OF FIRE FIGHTING BY USE OF MAJOR FFE

6.
Aate hai bhag ek pe , ye bhag aapko aasani se samajh aaye isliye paanch bhago
me bata gya hai

BHAG I

- AAG KI PARIBHASA

BHAG II

- AAG KE PRAKAR

BHAG III

- FIRE EXTINGUISHERS KE PRAKAR

BHAG IV

- MAJOR AND MINOR FFE

BHAG V

- FIRE FIGHTING
BHAG I

7.
Aag ki Paribhasa : Aag ek rasayanik kriya hai jisme jawalnshil padhart ,oxygen
aur usma yani ki heat maujud hoti hai. Ye ek shrikhilaband partkriya hai jimse jawalshil
padhart oxygen aur usma ki maujdgi me apne jwalan taap (ignition temperature) ko par
karta hia to aag me pariwartit ho jata hai.

BHAG II
8.

Aag ke prakar :

aag 5 (paanch) prakar ki hoti hai

a.
sukhi aag : lakdi, kagaj, kapde ityadi sukhe saman me lagne wali aag ko
sukhi aag ya class A fire kehte hai
b.
Gili aag : Taral padhart jaise petrol , kerosene , thinner, paint ityadi taral
padhart me lagne wali aag ko gili aag ya class B aag kehte hai
c.
Gas ki aag: Jo gas swayam jalti hai ya jalane me madat karti hai jaise ki
methane, propane, butane, LPG ityadi gas ki aag ko class C fire kehte hai
d.
Dhatu ya lohe ki aag: Kisi bhi prakar ke lohe ya dhatu se bane hue vastu
me lagi hui aag ko dhatu ki aag ya class D fire kehte hai.
e.
Bijli ki aag : Kisi bhi prakar ke bijli ki tar ya short circuit se lagne wali aag
ko bijli ki aag ya class E fire.
9.

Aag ko teen prakar se bhujaya ja sakta hai


a.
Cooling : Jaisa ki maine aag ki paribhasa me bataya tha aag teen chijo
se
mil kar banti hai jwalanshil padhart , usma aur oxygen. To inme se agar
koi ki ek
chiz hata di jaye to aag bhuj jayegi . to clooling yani aag me se
usma yani heat
ko hata dena.
b.
Starving : Yani ki ko ko tashana agar usme se jwalanshil padhart ko hata
dena isse bhi aag bhuj jayegi.
c.
Smoothering: Yani hawa ya oxygen ko hatana . oxygen ka bhawa agar
band kar diya jaye to isse bhi aag bhuj jayegi

BHAG III
10.
FIRE EXTINGUISHER KE PRAKAR Aag ke classification ke hisab se hi
extinguisher ka classification kiya gaya hai jo is prakar se hai .
a.
CLASS A extinguisher: Water CO2 type jo ki sukhi aag ke liye istemal
hota hai. Iski detail jaankari istemal karne ka tarika aur dhyan me rakhne wali
baaten aapko abhi dikhai jayegi aap ise dekhe tahta samjhe
b.

CLASS B : Mechanical foam type. ye gili aag ke lie istmal hota hai.

c.
CLASS C: DCP yani dry chemical powder type , ye gas ki aag lie istemal
hota hai
d.
CLASS D : Dhatu ki aag ko bhujane ke lie CO2 type ya DCP ka bhi
istemal kiya ja sakta hai
e.
CLASS E : Bijili ke aag ko bhujane ke lie bhi hum CO2 type ke
extinguisher ka istemal karte hai.
BHAG IV
11.

Major and Minor fire fighting eqpt


a.
Minor FFE : ye wo fire fighting eqpt hai jo kisi unit/sub unit ke pas held
hota hai fire points par rakha hota hai
i.
ii.
iii.
iv.
v.
vi.

Extinguisher all types


Fire hook
Fire Axe
Fire bucket
Fire beater
Fire blanket

b.
Major FFE ye wo eqpt hai jo kisi bade ord depot, ya stn ke fire bde me
held hota hai . iske saath hamesha fire crew hota hai.
i.
ii.
iii.
iv.
v.
vi.

Truck fire fighting


Trailer fire pump
Static water tank
Hydrant sys
Monitor
Water pump ( all types)
BHAG V

12.
FIRE FIGHTING PARTIES: aag ki suchna milne parne har unit/ sub unit aag se
ladne ke lie tyar honi chahiye . Iskiliye units ne party ka bhibhajan kiya hona chahiye aur
hare ek indl ko apne party ka kaam aur karwai ka pata hona chaiye.
i.
ii.
iii.
iv.
13.

Fire fighting party: Is party ka kaam aur jimmedari abhi aapko


dikhaya jayega aap ise dekhe tatha samjhe.
Cordon party
Salvage party
First Aid

yaha aakar bhag ek samapt hota hai. Ab main ko bhag 2 ke lie bulata hu.

Potrebbero piacerti anche