Sei sulla pagina 1di 11

Exclusive Nadeem Sarwar Album 2015

Lyrics

1 - Zindabad Ya Hussain (AS)


HUSAIN (AS)....4

Goonjti Fazaien Hai, Matami Sadaien Hai, Jis Taraf Nazar Dale Kafle Hazaron Hai
Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....2

Kaflon Ke Seenon Mein, Dard Ke Safinon Mein, Ashk Khoon Ke Dhare, Door Tak Alam
Sare
Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....3

Yeh Karodha Insan, Dekh To ALI (AS) Ki Jaan, Tere Gam Mein Hai Giryan, Inki Karbala
Manzil, Hai Hatelion Par Dil, Jhel Kar Har Ek Mushkil, Ek Sada Labon Par Hai, Tera
Gam

Rahe Aabad, Aai HUSAIN (AS) Zindabad

Aai HUSAIN (AS) Zindabad.....4


Ya HUSAIN (AS), Ya HUSAIN (AS).....3
Maulana Ya HUSAIN (AS).....6

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....4


Zindabad Arz E Karbala

Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Deen E Haq Ka Pazban, RASOOL E HAQ (SAWW) Ka Tarjuma


Husainiyat Ka Saiban, Mohabbaton Ka Aashiyan
Tu NABI (SAWW) Ka Zeb O Zain Hai, Tu ALI (AS) Ka Noor E Aain Hai, FATEMA (SA)
Ke Dil Ka Chain Hai.......
La Ela .....Ya HUSAIN (AS)
Dee Panah .....Ya HUSAIN (AS)

HUSAIN (AS)....

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Salam SHAH E KARBALA (AS), Tu Irada E Khuda


Bada Baland Hausla, Nahi HUSAIN (AS) Dusra
Kabhi Kahin Na Tera Sar Jhuka, Baland Tha Baland Yeh Sar Raha, HUSAIN (AS)
Izzaton Ka Badshah
Mahaba..... Ya HUSAIN (AS)
Cha Gaya..... Ya HUSAIN (AS)

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Pukare Ahle Kafela, HUSAIN (AS) Ne Jo Yeh Kaha


Safar Hai Yeh Maut Ka, Har Ek Rafiq Bol Utha
Nahi Hai Koi Maut Ka Khatar, HUSAIN (AS) Jub Hamara Hum Safar, Ajal Milaie Hum
Se Kya Nazar,
Rehnuma..... Ya HUSAIN (AS)
Peshwa..... Ya HUSAIN (AS)

HUSAIN (AS)....

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Zulmaton Se Jung Ki, Bidaton Se Jung Ki


Nafraton Se Jung Ki, Munafiqon Se Jung Ki
Tu Nizame Inqalab Hai, Tu Payam E Inqalab Hai, Tu Imam E Inqalab Hai
Inqalab ..... Ya HUSAIN (AS)

Kamyab..... Ya HUSAIN (AS)

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Watan Se Apne Door Tha, Tu Mard E Be Kusoor Tha


Gamon Se Choor Choor Tha, Magar Woh Kya Shahoor Tha
Sitam Utha Ke Hosh Mein Raha, ????? Ho Ke Josh Mein Raha, Lahu Se Surkh Posh
Mein Rah
Josh Kya.....Ya HUSAIN (AS)
Hosh Kya..... Ya HUSAIN (AS)

HUSAIN (AS)....

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Woh Sara Ghar Luta Gaya, Woh Khoon Mein Naha Gaya
Sina Pe Sar Bhi Aa Gaya, Magar Woh Deen Bacha Gaya
Gavahi De Rahi Hai Karbala, HUSAIN (AS) Kamyab Ho Gya, yazeed (LA) Ka Nisha
Bhi Na Raha
Surma..... Ya HUSAIN (AS)
Har Jagah..... Ya HUSAIN (AS)

HUSAIN (AS)....

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Laraz Rahi Thi Karbala, Tadap Rahe The Ambia


Jo Sajda Aakhri Kiya, Nibha Ke Wada E Wafa
Na Zeen Na Zameen Par Raha, Gavah Hai Dua E Nahiya, Tadap Rahe Hai Hujjate
Khuda,
As Salam..... Ya HUSAIN (AS)
Ya Imam..... Ya HUSAIN (AS)

HUSAIN (AS)....

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

Rehan O Sarwar E Aza, HUSAIN (AS) Ka Hai Mojiza


Jo In Ke Dar Pe Aagaya, Misal E Hur Sawar Gaya
Pukar Ti Hai Sub Ko Karbala, HUSAIN Ka Hai Dar Khula Hua, Faqeer Ko Kare Jo
Badshah
Rab Tera..... Ya HUSAIN (AS)
Sar Tera.....Ya HUSAIN (AS)

Zindabad Ya HUSAIN (AS).....2


Zindabad Arz E Karbala.....
Maulana Ya HUSAIN (AS).....4

2 - Maula Madinay Wale


Lyrics
Jin Ka Nana NABI (SAWW)
Jin Ka Baba ALI (AS)
Jin Ki Maa FATEMA (SA)
Jin Ka Bhai HASAN (AS)

Woh Hai Maula Hamare HUSAIN (AS).....2

Maula Madine Wale.....4


Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Khaime Saja Rahe Hai, Wada Nibha Ne Wale


Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Yeh Dar Woh Pak Dar Hai, Jo FATEMA (SA) Ka Dar Hai
Yeh Pyare Mustafa (saww), Maula ALI (AS) Ka Dar Hai
Maqtal Mein Aa Gai Hai, Quran Suna Ne Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Islam Ne Pukara, Quran Ne Sada Di

Yesrab Ka SHAHZADA (AS), Yesrab Ki SHAHZADI (SA)


Nikle Safar Ko Ghar Se, Kalma Bachane Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Ro Ro Ke Boli SUGHRA (SA), Dil Doob Ta Hai Mera


Weeran Kiya Madina, Jungle Mein Hai Basera
Mujhko Rulagai Kyun, Khushian Luta Ne Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Daamad Ke Dulhare, Beti Ke SHAHZADE (AS)


Yeh Teen Deen Ke Pyaase, Sub Phool MUSTUFA (SAWW) Ke
Katre Ko Hai Yehi To, Daria Banane Wale,
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Sub Lut Gai Kamaie, AKBAR (AS) Ne Barchi Khai


ASGAR (AS) Ne Teer Khaya, Deti Thi Maan Duhaie
Teeron Ke Saie Mein Hai, Sajde Mein Jane Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Halmin Ka Istegasa Jub De Chuka Woh Pyasa

Aawaz E Irjaie Ne Aa Kar Diya Dilasa


Aa Mere Paas Aaja, Lashe Utha Ne Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Ek Shor Tha Falaq Par, Kehta Tha Rab E Akbar


Jibril Badalon Ka Jaldi Bichao Bistar
Jannat Mein Aa Rahe Hai Quran Bachane Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Salman Aur Shanawar, Khushbakht Ho Aliji


Rehan Ki Tamanna, Sarwar Ki Jo Dua Thi
Khidmat Kabool Karle, Kismat Banane Wale
Maula Madine Wale.....
Karbal Mein Aa Gaie Hai, Karbal Basane Wale
Maula Madine Wale.....2

Khaime Saja Rahe Hai, Wada Nibha Ne Wale


Maula Madine Wale....4

3 - Tabot-e-Hussain
Lyrics
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb
Wa Waila......6
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....6
Wa Waila......6
Momino Uthta Hai Taboot E Gareeb E ZEHRA (SA)
Jisko Nau Lakh Laeenon Ne Daga Se Mara
Pusht E Gardan Se Jise Hai Gazab Katl Kiya
Darmiyan Zeen Aur Zameen Ke Raha Jiska Lasha
Chaudah Sadion Se Jise Ahle Aza Rote Hai
Aaise Bekas Ko HUSAIN (AS) Ibne ALI (AS) Kehte Hai
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Us Ka Taboot Hai Jis Ne Hai Bada Gam Dekha
Apna Ghar Lut Te Hue Dasvi Moharram Dekha
Apne Ansar Rafikon Ko Labe Dam Dekha
Akbar (AS) O Qasim (AS) O Abbas (AS) Ka Matam Dekha
Subho Se Shaam Talak, Lashon Pe Lashe Laya
Uski Ek Lash Koi Bhi Na Utha Ne Aaya
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Jub Bhi Taboot Yeh Uth Tha Hai Kahin Wawaila
Shaam Se Is Ki Bahan Aati Hai Karne Girya
Sath Ek Bacchi Bhi Aati Hai Sunane Nauha
Apne Baba Ke Azadaron Ko Deti Hai Dua
Daud Ke Baba Ke Taboot Pe Gir Jati Hai
Hai Taboot Se Rone Ki Sada Aati Hai
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Is Ka Ek Beta Tha Atthara Baras Ka Akbar (AS)
Aiyohal Badre Tamammi Tha Yehi Noor E Nazar

Byah Ke Din The Bahut Khush Thi Bahan Aur Madar


Hay Afsos Sinah Kaat Gai Uska Jigar
Is Ki Majboor Zaieefi Ko Kandha Dene, Aaj Aaya Hai Yeh Taboot Ko Kandha Dene
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Jiska Taboot Hai , Ek Bhai Tha Iska Safdar
Log Kehte The Use Karbobala Ka Haider (AS)
Hoke Be Dast Gira Jub Woh Zameen Ke Upar
Bus Ushi Din Se Na Seedhi Hui Bekas Ki Kamar
Jub Jahan Bhi Kahan Taboot Baramad Yeh Hua
Badh Ke Karta Hai Alamdar (AS) Ka Parcham Chaya
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Zer E Taboot Jo Nana Se Gehwara Hai
Isse Zahir Hai Ke Baba Ko Bahut Pyara Hai
Kurta Is Bacche Ka Bhi Khoon Mein Tar Sara Hai
Iske Hathon Pe Laeeno Ne Ishe Mara Hai
Sath Taboot Ke Shamil Hai Azadaron Mein
Sub Se Kamsin Yeh Azadar Hai Gamkhwaron Mein
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Asr Ka Waqt Tha Gash Kha Ke Jo Ghode Se Gira
Is Nihatte Pe Hazaron Ka Jo Lashkar Toota
Ho Ke Behosh Yeh Phir Zeen Se Ghode Ki Gira
Darmiyan Zeen O Zameen Hay Badan Tha Iska
Thi Bahan Samne Jub Seene Pe Jallad Chadha
Maa Ke Zanu Pe Tha Jub Hai Gala Iska Kata
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4
Shor E Matam Me Yeh Kaun Aaya Basad Aah O Buqa
Ke Log Chilla Ne Lage Ya ALI Haider Maula (AS)
Sath Ek Bibi Hai Odhe Hue Kala Burkha
Kehti Hai Maan Hu Teri Pehlu Shakista ZEHRA (SA)
Kya Adab Sarwar O Rehan Nazar Aata Hai
Maan Padar Ke Liye Taboot Jhuka Jaata Hai
Aa Raha Hai Taboot E HUSAIN (AS) E Gareeb.....3
Wa Waila......4

Potrebbero piacerti anche