Sei sulla pagina 1di 3

Vardey Vardey Vardey Veena Vahani Vardey

Vardey Vardey Vardey Veena Vahani Vardey



Jai Ma, Jai Ma

Nirmal Man Kardey, Prem Atul Kardey
Sabki Sabana Mathi Ho, Aisa Humko Vardey.

Sathya Mayi Tu Hai , Gyan Mayi Tu Hai
Prem Mayi Bhi Tu Hai, Hum Bacchon Ko Vardey.

Saraswathi Bhi Tu Hai, Maha Lakshmi Tu Hai,
Maha Kali Bhi Tu Hai, Hum Bhakton Ko Vardey




Kar do arpan ye tan man prabhu ke liye


Kar do arpan ye tan man prabhu ke liye
Jisne jeevan diyaa bhakti hi ke liye
Har karma se jaroori prabhu naam hai
Karma sab kuch nahi jindagi ke liye
Kar do

Kakaji mil gaye, Guru ke sevaa milee
Jindagee ko nayaa rastaa mil gayaa
Jab se sabandh tumharaa kuvaa hai prabhau
Mere jivan me sundar chaman khil gayaa
Tere darshan se vo roshni mil gayi
Mein bhataktaa thaa, jis roshni ke liye

Meraa subhagya mujhako tum mil gaye
Mukta mujhako kiyaa, God me le liyaa
He dayaalu ye kaisi dayaa hai teree
Alp sabandh me sab kuch mujhe de diyaa
Mere man kaa jagat bhee, chudaa do prabhu
Kar du yohaam jivan mein tere liye

Prabhua kartaa bhee tum aur hartaa bhee tum
Apne bhakto ke jivan ke aadhaar tum
Mein mitaakar mujhe de do bhakti prabhu
Mujh pe itnaa saa kar do ye upkaar tum
Man na chaahe bhee to buddhi nirdosh hi
Fir bhi rakhni gunatit vartan ke liye
Kar do



Sumara manuva Sumara manuva

sumara manuva sumara manuva sumarale panchatathwa
suvichar (x2)
ghata ghata beethara jagame niranthara
naada brahma saakaar
sunlo pranava ki divya pukaar

sumar manuva

mera mera kuch nahi tera, chod do ahankaar (x2)
paalo sashwatha saukhya apaar

sumar manuva

karana aur phala karma bhagya ka, smaralo baaram baar (x2)
sunalo dharma chakra jhankaar

sumar manuva

chandrakora ka achaka sahaar, kare sitaara ekadhaar (x2)
mano shraddha ka ye hasaar

sumar manuva

aavo jalado yagna agni me, ye katu vishaya vihar(x2)
karalo deive sakshakaar
sumar manuva



Ye Garv Bhara, Mastak Mera

Ye Garv Bhara, Mastak Mera
Prabhu Charan Dhool Tak, Jhuk Ne De
Ahamkar Vikar, Bhare Man Ko
Nij Naam Ki Mala, Jap Ne De
Ye Garv Bhara...


Mai Man Ki Mail Ko, Dho Na Saka
Ye Jeevan Tera, Ho Na Saka
Aa Ho Na Saka, Mai Premi Houn
Itna Na Jhuka
Girbhi Jo Padoun Tho, Utne De
Ye Garv Bhara...


Main Gyaan Ki Baton Me, Khoya
Aur, Karm Hina Padkar Soya
Jab Ankh Khuli, To Man Roya
Jab Soye Mujh Ko, Jagne De
Ye Garv Bhara...


Jaisa Houn Mai, Khota Ya Khara,
Nirdosh Sharan Me, Aa Tho Gaya
Aa, Aa Tho Gaya
Ik Bar Ye, Kehade Khali Ja
Ye Preet Ki Reet, Jhalak Ne De
Ye Garv Bhara...

Potrebbero piacerti anche