Sei sulla pagina 1di 1

Bhaiyo Aur Behno Zaror Padho

:
Hazrat imam abu haneefa rahima hullah Ahlehadith the..
DALEEL :
unke shaagird hazrat sufiyan bin ayeniah farmate hain,
pahle pahel imam abu hanifa rahimah ullah hi ne mujh ko AHLEHADEETH banaya tha.
(hawala : Hadaiqul Hanfiah/134 published at nolkishor lucknow,Taareekhe Bagdaad-
jild 9/179)
Andhatma pravishanti ye assambhuti mupaste
https://www.facebook.com/photo.php?v=289422851224007&set=vb.230875437078749&type
=2&theater
Ek sahab ne kaha ke 3 Baar goli daagi jaye to teeno lagti hain na.
isi tarah ek majlis mein 3 talaaq daag di jaye to 3 talaaq pad jayegi.
Maine kaha hume mat samjhao.
Ab mai puchta hun ke agar mera ek chota bachcha hai aur woh aa kar mujhse kehta
hai ke
: Abba Ek rupia de do.
(mai khamoosh hun)
phir thodi der baad aa kar kehta hai
: Abba Ek rupia de do.
(tab bhi mai khamoosh hun)
phir thodi der baad aa kar zidd karta hai
: Abba Ek rupia de do.
Ab mai usey rupia deta hun. To bataiye usey kitna dena..?
Ek rupia ya 3 rupia..?
...
Ek rupia denge kyunki ek majlis mein maanga hai na usne..
Hume misaalen mat do.misaalen dena hume bhi aata hai.
Hume to yeh dekhna hai ke hadees se kia saabit hai.
Ek majlis mein chahe ek talaaq do chahe hazaar talaaq de do.ek hi maani jayegi.
(Jistarah ke Hazrat rukana ibne yazeed r.a ke waqiah se saabit hai)
Rahi baat hazrat umar r.a ke hukm ki..to aisa hukm hazrat umar r.a ne zarurat o
maslehat ke tehat dia tha.."
[ From the lecture "Muqallideen ke eterazaat ka radd" By Shaikh Hafiz Jalaluddin
Qasmi Hafizahullah At Bhandup, Mumbai]

Potrebbero piacerti anche