Sei sulla pagina 1di 1

Kamli wale main qurbaan teri shaan par Sab ki bigri banana tera kaam hai Thokerein kaa

ke girna mera kaam hai Har Qadam par uthana tera kaam hai Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe

Teri Mehboob chokhat salamat rahe Kinz rehmat lotana tera kaam hai

Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par Ho nigaa karam apne khudaam par Chor di ham ne kasthi tere naam par Abb kinare lagana tera kaam hai Zulm janoo pei jab baha kar lii Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye Abb unne bakhshiwana tera kaam hai Puri Sarkar ki tamanna karo Har bekaari ki Daata jii jholi bar do Door Taiba se roote tarapte hai jo In ko dar pei bulana tera kaam hai

Tu ne Tu ne Tu ne ultha

katroun ko dekha to gir zarooun ko dekha to zar Habshi ko rishq-e-kahar suraj piraana tera kaam

kar diya kar diya kar diya hai

Kis se ja kar Saha dil ki haalat kahe Kis se jaa kar ye faryaad saaim kare Teri naatein sunana mera kaam hai Mere gham ko mitana tera kaam hai!

Potrebbero piacerti anche